khwaab bhi dekhe jo to vohi haqeeqat sa lagta hai
mere sanam tere siva hume kuch kahan dikhta hai
ye zindagi ye din ye shaamen ye pal ye saba
tanhaayi ke alam me bhi roshan hi sama lagta hai
nazdeekiyaan dooriyaan nahi vaqif hum kise kahte hain
aap hain mujhme tabhi to ye dil yun dhadka karta hai
mere andaaz jinka parwaaz hota hai unke chalne se
unki aahat se hi saanson me bharosa rahta hai
aur uspe unki vafa jaise mahshar ki har su sada
unke hone se hi har insaan hume qudrat sa lagta hai