Zara palkon ki chilman se
Nigahon ko uthana hai...
Tumse pyar hai kitna
Tumhe "Singhal" batana hai...
Tumhi Tum Ho Khyalon Mein
Bas itna maan lena tum...
Nahi tere siva koi
Yahan per Aata-Jata hai...
Mujhe Rusawa zamane mein
karo chahe bhi Jitna TUM...
Milega Zikra Tera Sirf
Humare Aashikane Mein...
Nigahon ko uthana hai...
Tumse pyar hai kitna
Tumhe "Singhal" batana hai...
Tumhi Tum Ho Khyalon Mein
Bas itna maan lena tum...
Nahi tere siva koi
Yahan per Aata-Jata hai...
Mujhe Rusawa zamane mein
karo chahe bhi Jitna TUM...
Milega Zikra Tera Sirf
Humare Aashikane Mein...