Kabhi dil jala kabhi jaan b
Kabhi kho gayi muskan bhi
Me apno k qabil nahi raha
Ya jantay ha anjan bhi
Meray sath aksar rahtay hain
Qatil meray mehman bhi
Dharti per zulam dekh kar
Rota ha asman bhi
WO badal gaya KHuda sa jo
Farishta tha bana shaytan bhi
bas zara zara c ranjishain
na bhula saka insan bhi
Kabhi kho gayi muskan bhi
Me apno k qabil nahi raha
Ya jantay ha anjan bhi
Meray sath aksar rahtay hain
Qatil meray mehman bhi
Dharti per zulam dekh kar
Rota ha asman bhi
WO badal gaya KHuda sa jo
Farishta tha bana shaytan bhi
bas zara zara c ranjishain
na bhula saka insan bhi