FRENZ 4 EVER

..."Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai"... Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

..."Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai"... Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    ..."Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai"...

    roshini
    roshini
    Frenz Hero
    Frenz Hero

    Member is :
    Online ..."Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai"... Online
    Offline ..."Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai"... Offline


    Female

    Aries Buffalo

    Posts : 5370
    Job/hobbies : fashion designing
    KARMA : 75
    Reward : 176

    Mood : embarrassed

    ..."Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai"... Empty ..."Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai"...

    Post by roshini Wed Mar 04, 2009 10:49 am

    ..."Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai"... 7161692-lg

    Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai,
    Tumhay bhi kya kabhi koi deewana yaad aata hai !

    Hawain tez thi, baarish bhi thi, toofan bhi tha, lekin,
    Tera aisay mein bhi vaada nibhana yaad aata hai !

    Guzar chuki thi bahut raat baton baton mein,
    Phir uth kay woh tera shama bhujana yaad aata hai !

    Ghatain kitni dekhi hain par mujhay `Israr',
    Kisi ka rukh par woh zulfain giraana yaad aata hai !

    Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai,
    Tumhay bhi kya kabhi koi deewana yaad aata hai !


    .

    Daisy
    Daisy
    Grafik Moderator
    Grafik Moderator

    Member is :
    Online ..."Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai"... Online
    Offline ..."Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai"... Offline


    Female

    Virgo Cat

    Posts : 3566
    I Live

    Job/hobbies : Like music
    KARMA : 167
    Reward : 744

    Mood : springy

    ..."Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai"... Empty Re: ..."Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai"...

    Post by Daisy Wed Mar 04, 2009 5:21 pm

    gud post gud post
    SourabhBasak
    SourabhBasak
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online ..."Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai"... Online
    Offline ..."Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai"... Offline


    Male

    Capricorn Pig

    Posts : 5393
    I LiveHyderabad

    Job/hobbies : Storage Administrator
    KARMA : 197
    Reward : 613

    Mood : crafty

    F4e Status : Gham-e-Hayat ki tashreeh aur kya hogi,
    Diya jalakar tarasta hu Roshni ke liye..

    ..."Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai"... Empty Re: ..."Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai"...

    Post by SourabhBasak Fri Mar 06, 2009 9:19 am

    Awesome one... Roshni ji mujhe woh song yaad aa gaya

    Yeh dolat bhi lelo yeh shohrat bhi lelo...
    bhale cheen lo mujhse meri jawani...
    magar mujhko lauta do bachpan ka sawan...
    woh kagaz ki kashti woh barish ka paani........

    Sponsored content

    ..."Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai"... Empty Re: ..."Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai"...

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Sat Apr 27, 2024 4:06 am