nahi hai mumkin jeena tere bin,
tujh bin mar jane se dar lagta hai.
kissay hai fikr dunia ki, zamane ki,
tere mukar jane se dar lagta hai,
nahi koi aarzu zindagi main tere siwa,
tujh se bichar jane se dar lagta hai.
tujh bin mar jane se dar lagta hai.
kissay hai fikr dunia ki, zamane ki,
tere mukar jane se dar lagta hai,
nahi koi aarzu zindagi main tere siwa,
tujh se bichar jane se dar lagta hai.