Intazaar tumhara ab talak hai
Tumse milkar kisi se mila na gaya
Is jahan mai koi tumsa nahi tou kya karun
Tamam raat taare ginti hain aankhein
In mai neend na samaye tou kya karun
Har ghadi sunti hoon tere kadmon ki aahat
Palat kar dekhne par kuch na paoon tou kya karun
Voh sangdil gairon par karam karta hai
fir bhi uspar hi pyar aaye tou kya karun
Aankhon ki nami ko chupa ker jeene ki aadat hai hume
Sawan mai barish sang ashq bah gaye tou kya karun
Kab tak sahna hoga aey khuda jeene ka gum
Na unki khabar aaye na jaan jaye tou kya karun
Tum aasmaan ke chamkate suraj ho
tumse dosti karne ki nadani ho gai
dharti aur aasmaan kahan milte hain
ek kahani meri jindagani ho gai