FRENZ 4 EVER

Milunga ab khayalo Mein Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Milunga ab khayalo Mein Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Milunga ab khayalo Mein

    SourabhBasak
    SourabhBasak
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Milunga ab khayalo Mein Online
    Offline Milunga ab khayalo Mein Offline


    Male

    Capricorn Pig

    Posts : 5393
    I LiveHyderabad

    Job/hobbies : Storage Administrator
    KARMA : 197
    Reward : 613

    Mood : crafty

    F4e Status : Gham-e-Hayat ki tashreeh aur kya hogi,
    Diya jalakar tarasta hu Roshni ke liye..

    Milunga ab khayalo Mein Empty Milunga ab khayalo Mein

    Post by SourabhBasak Sat Mar 14, 2009 9:41 am

    mUjhey Dii Khabar Teray Shehar Sey Idher Aaney Walii HawaaOn Ney
    Key Bana Liye Naye Daairey Teri DhArkAnOn Kii SadaaOn Ney

    Gham e Dehar Ney Meray Ishq Key Par o Baal nOch Key Rakh Diye
    Main Uraan lOon Bhi tO Kaisey lOon Teri AarzOo Kii FizaaOn Mein

    Na Gaii Kabhi Meri Be-Basii Yeh Ajeeb HadSa mUjh Sey hAi
    wOhi FaaSley Teray Shehar Key wOhii Bairiyaan Meray PaaOn Mein

    Teri FurQatOn Kii Udaas Rutt mUjhey Lamha Lamha Liye Phirii
    Kabhi Meray dArd Kii DhOop Mein Kabhi Teri Yaad Kii ChaaOn Mein

    tOo HameSha mUjh Mein Basii Rahey Main dUa KHUDA Sey KarOn Magar
    wO tO Mil Gya Kissi Aur kO ... jO Asar Tha Meri dUaaOn Mein

    wO hAi Zindgii Sey Bhi Kuch HaSee'n Main BaGhair Jis Key Na Jee SakOn
    jO Yhaan Nahii tO Qatee Usey Kabhi Jaa MillOn Ga KhalaaOn Mein....
    roshini
    roshini
    Frenz Hero
    Frenz Hero

    Member is :
    Online Milunga ab khayalo Mein Online
    Offline Milunga ab khayalo Mein Offline


    Female

    Aries Buffalo

    Posts : 5370
    Job/hobbies : fashion designing
    KARMA : 75
    Reward : 176

    Mood : embarrassed

    Milunga ab khayalo Mein Empty Re: Milunga ab khayalo Mein

    Post by roshini Sat Mar 14, 2009 6:08 pm

    gud post gud post gud post
    SourabhBasak
    SourabhBasak
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Milunga ab khayalo Mein Online
    Offline Milunga ab khayalo Mein Offline


    Male

    Capricorn Pig

    Posts : 5393
    I LiveHyderabad

    Job/hobbies : Storage Administrator
    KARMA : 197
    Reward : 613

    Mood : crafty

    F4e Status : Gham-e-Hayat ki tashreeh aur kya hogi,
    Diya jalakar tarasta hu Roshni ke liye..

    Milunga ab khayalo Mein Empty Re: Milunga ab khayalo Mein

    Post by SourabhBasak Sun Mar 15, 2009 7:49 am

    :thanx: :thanx:
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Milunga ab khayalo Mein Empty Re: Milunga ab khayalo Mein

    Post by Guest Sun Mar 15, 2009 3:04 pm

    sourabhbasak wrote:
    mUjhey Dii Khabar Teray Shehar Sey Idher Aaney Walii HawaaOn Ney
    Key Bana Liye Naye Daairey Teri DhArkAnOn Kii SadaaOn Ney

    Gham e Dehar Ney Meray Ishq Key Par o Baal nOch Key Rakh Diye
    Main Uraan lOon Bhi tO Kaisey lOon Teri AarzOo Kii FizaaOn Mein

    Na Gaii Kabhi Meri Be-Basii Yeh Ajeeb HadSa mUjh Sey hAi
    wOhi FaaSley Teray Shehar Key wOhii Bairiyaan Meray PaaOn Mein

    Teri FurQatOn Kii Udaas Rutt mUjhey Lamha Lamha Liye Phirii
    Kabhi Meray dArd Kii DhOop Mein Kabhi Teri Yaad Kii ChaaOn Mein

    tOo HameSha mUjh Mein Basii Rahey Main dUa KHUDA Sey KarOn Magar
    wO tO Mil Gya Kissi Aur kO ... jO Asar Tha Meri dUaaOn Mein

    wO hAi Zindgii Sey Bhi Kuch HaSee'n Main BaGhair Jis Key Na Jee SakOn
    jO Yhaan Nahii tO Qatee Usey Kabhi Jaa MillOn Ga KhalaaOn Mein....


    afreennnnnnn sonu..... clap 2 mahshallha behetarin post hai ap ki.... Thums up


    Raat ki besukun khamoshi mein,
    Ro raha hu ki so nahi sakta,
    Raahaton ke mahal banata hai,
    Dil jo aabaad ho nahin sakta,

    Door shamma-e-khayaal ke manind,
    Shama vaadii kii jhilmilati hai,
    Yaas ke beqaraan andhere mein,
    Ek umid muskurati hai,

    Door parabat ke paas charvaha,
    Kho gaya ghamfaza taranon mein,
    Bayan karti hai ruuh-e-zakhmaalud
    Baansuri ki nahif taanon mein,

    Tere jaane ka gham bhulata hun,
    Tere aane ki yaad aati hai,
    Haaye is bebasi ke aalam mein,
    Kis zamaane ki yaad aati hai,

    Shab ko viraan rahguzaron se,
    Sar jhukaye hue guzarata hun,
    Qahqahon mein qaraar khoya tha,
    Aansuon mein talaash karata hun...




    [New]yaas = disappointment;
    beqaraan = boundless/limitless;
    char_vaahaa = shepherd/goatherd;
    ruuh-e-zaKhm_aaluudaa = wounded soul;
    nahiif = delicate/weak;
    qahqahaa = loud laughter;

    Sponsored content

    Milunga ab khayalo Mein Empty Re: Milunga ab khayalo Mein

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Fri Apr 19, 2024 7:45 pm