kahi tuti hai umeed dil ki fir bhi jina chahta hai dil
bahut gahri hai nadi dard ki par usame utarna chahta hai dil
ek karva chala hai jo ishq ki manzil ko pane ke liye
har mode par girkar bhi sabhmhalna chahta hai dil
naa ayee koi ab ye kahne k liye ki lout jaao tum
ab to is raah par hi marna chahta hai dil