Kuchh adhuri khwahishon ka silsila hai zindagi,
Manzilon se ek musalsal fasala hai zindagi !
Mere darwaze pe dastak de ke chhup Janey ka khel,
Kab talak khelegi yeh kya bachpana hai zindagi !
Tere afsane to mai sunta raha Hun baraha,
Naam kya tune kabhi mera suna hai zindagi !
Zinda Hun doston ki duaaon ke bawajud,
Roshan hai kitni tez hawaon si zindagi !
Apni tamam shokh adaaon ke bawajud,
Bahla saki na jee mera ek pal bhi zindagi !