yunhii ajnabii na bana karo, kabii muskura k mila karo
kabii sun to lo mera hal-e-dil, kabii mjhse koii gila karo
terii ik nazar terii ik ada, mere dil ko kar dya laa-pata
mere dosto, mere ham-nawa, mere dil ka koii pata karo
ye tareeq-e-ishq hai, kuch to ho, ya wafa karo, ya jafa karo
koii faisla mere mehrbaan, koii rasm tm bhii ada karo
na hi ziist ka koii raasta, na hi khud-kashii ka hai hosla
mujhe pyar do, mujhe maar do, koii kaam tum bhii kya karo