FRENZ 4 EVER

tere liye kya saza maangu Rab se Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

tere liye kya saza maangu Rab se Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    tere liye kya saza maangu Rab se

    Anonymous
    Guest
    Guest

    tere liye kya saza maangu Rab se Empty tere liye kya saza maangu Rab se

    Post by Guest Tue Jun 02, 2009 11:20 pm

    Na koi sikva hai, na koi sikayat Rab se,
    Jo na maanga vo sab mila Rab se.
    Tujse koi ummid he nahi ki thi mainey,
    Toh tere liye kya saza maangu Rab se.
    minaxibasak
    minaxibasak
    Learner
    Learner

    Member is :
    Online tere liye kya saza maangu Rab se Online
    Offline tere liye kya saza maangu Rab se Offline


    Female

    Taurus Cat

    Posts : 169
    I Livejabalpur

    Job/hobbies : arkensoft/singing and drawing
    KARMA : 17
    Reward : 25

    Mood : contemplative

    tere liye kya saza maangu Rab se Empty Re: tere liye kya saza maangu Rab se

    Post by minaxibasak Thu Jun 04, 2009 3:04 pm

    Tune to Zakhma bhi diye bade haqq se...
    fir kya saza maangu me tere liye Rab se...
    SourabhBasak
    SourabhBasak
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online tere liye kya saza maangu Rab se Online
    Offline tere liye kya saza maangu Rab se Offline


    Male

    Capricorn Pig

    Posts : 5393
    I LiveHyderabad

    Job/hobbies : Storage Administrator
    KARMA : 197
    Reward : 613

    Mood : crafty

    F4e Status : Gham-e-Hayat ki tashreeh aur kya hogi,
    Diya jalakar tarasta hu Roshni ke liye..

    tere liye kya saza maangu Rab se Empty Re: tere liye kya saza maangu Rab se

    Post by SourabhBasak Fri Jun 05, 2009 12:16 pm

    Ae yaar mere besabra jazbaatoN ka tu yuN na intkaal kar,
    Teri yaad mein ae humdum , mujhe thoda aur tadapne de.
    ampa
    ampa
    Learner
    Learner

    Member is :
    Online tere liye kya saza maangu Rab se Online
    Offline tere liye kya saza maangu Rab se Offline


    Female

    Scorpio Rat

    Posts : 51
    I LiveIndia

    Job/hobbies : manager
    KARMA : 18
    Reward : 41

    Mood : sad

    tere liye kya saza maangu Rab se Empty Re: tere liye kya saza maangu Rab se

    Post by ampa Fri Jun 05, 2009 4:31 pm

    "Judaa To Ho Jaau Main Tujhse Zindagi Bhar Ke Liye...
    Tu Tadpe Meri Yaad Mein Ye Bhi To Gawaara Nahi Hota
    Mujhe Banaa Le Tu Apna Ya Chhod De Tanha Yun Hi...
    Ye Faisala Tera, Na Maanu Main Aisa Bhi To Nahi Hota"

    Anonymous
    Guest
    Guest

    tere liye kya saza maangu Rab se Empty Re: tere liye kya saza maangu Rab se

    Post by Guest Sun Jun 07, 2009 11:15 pm

    Dard Seh Hogaye Hai Dosti Kuch Isqadar
    Ke Ab Dard Sa Hota Hai Dard Na Milne Par
    SourabhBasak
    SourabhBasak
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online tere liye kya saza maangu Rab se Online
    Offline tere liye kya saza maangu Rab se Offline


    Male

    Capricorn Pig

    Posts : 5393
    I LiveHyderabad

    Job/hobbies : Storage Administrator
    KARMA : 197
    Reward : 613

    Mood : crafty

    F4e Status : Gham-e-Hayat ki tashreeh aur kya hogi,
    Diya jalakar tarasta hu Roshni ke liye..

    tere liye kya saza maangu Rab se Empty Re: tere liye kya saza maangu Rab se

    Post by SourabhBasak Sat Jun 13, 2009 11:31 am

    Mujhey Yaqeen tou nahin magar Yahi sach hai
    Mein terey waastey Umrein guzaar sakta hoon
    Yahi nahin ke tujhey jeetney ki khawaahish hai
    Mein terey waastey khud ko bhi haar sakta hoon
    Anonymous
    Guest
    Guest

    tere liye kya saza maangu Rab se Empty Re: tere liye kya saza maangu Rab se

    Post by Guest Mon Jun 15, 2009 5:50 pm

    Aaya hi tha abhi mere lab pe wafa ka naam
    ki daga ishq mein tune mujhe aisa de diya

    abhi to sajaye sapne us hasi shaam ke naam,
    tu to meri raat ki neend ko banjar kar diya

    Sponsored content

    tere liye kya saza maangu Rab se Empty Re: tere liye kya saza maangu Rab se

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Thu Mar 28, 2024 4:05 pm