Aaj yeh dil kahe mujhse pyar tu beshumar kar
Bahut kiya hai intezaar tune ab ishq mein zindagi nisaar kar
Baras jaa tu jumm ke ab koi rok tok na kar
Pyar kiya hai to ab is zamane se na darr
Dhadkano ke saaz chedhkar unke dil pe tu waar kar
Kabhi khud tadap kabhi tadpaa unhe is zindagi ko yoon guzaar kar