Wo farmaish thi ya koi saajish thi teri
jo dil mang kar to yu jindagi fanaa kar gaya
aa jara mud kar dekh humare kuche ki taraf
kya the hum hume tu kya se kya kar gaya
tabah karna tha ek ishara hi kar deta tu hume
yu kyu ashiqi ka naam badnuma kar gaya
bata kya pa gaya tu mere jajbaato se khel kar
ankhir kaun se apne naam tu dono jaha kar gaya