aa jati hai uski yaad aaj bhi kabhi kabhi
jorr se dhadak jata hai dil mera aaj bhi kabhi kabhi
hawaao me aa jati hai teri khushboo aaj bhi kabhi kabhi
meri dhadkano ko chhoo ke gujar jati hai teri yaaden aaj bhi kabhi kabhi
fir ye soch ke dil tham jata hai
ki yaad bhi aati hai teri to wo bhi kabhi kabhi....