FRENZ 4 EVER

Bada keemti hai ye aankh ka paani Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Bada keemti hai ye aankh ka paani Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Bada keemti hai ye aankh ka paani

    Anonymous
    Guest
    Guest

    Bada keemti hai ye aankh ka paani Empty Bada keemti hai ye aankh ka paani

    Post by Guest Mon Jun 15, 2009 11:44 pm

    Bada keemti hai ye aankh ka paani,
    Isey khuda ne sirf dukho ke liye chunaa hai,
    Isey yuhi kisi ki yaad mein jaaya nahi karte,
    ye sab humne kehte suna hai.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Bada keemti hai ye aankh ka paani Empty Re: Bada keemti hai ye aankh ka paani

    Post by Guest Wed Jun 17, 2009 4:10 pm

    har ek zakham gehra ho jese,
    in dardo pe bhi kisi ka pehra ho jese
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Bada keemti hai ye aankh ka paani Empty Re: Bada keemti hai ye aankh ka paani

    Post by Guest Tue Jun 23, 2009 11:51 pm

    na waqt ka qasoor tha , na taqdeer ka sitam
    khud hi nikal gay they apni dastan se hum
    kisi se gile the, na shikwo ka gam
    khud hi ho aaye unki gali se ruswa hum
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Bada keemti hai ye aankh ka paani Empty Re: Bada keemti hai ye aankh ka paani

    Post by Guest Thu Jun 25, 2009 5:39 pm

    askho ne aaj to hume ruswa kar diya
    mehfil me yun nikal ke badnaam kar diya
    jo chadar ore hum nikle the ghar se,
    usi ko bhigo kar sar e aam beaabru kar diya.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Bada keemti hai ye aankh ka paani Empty Re: Bada keemti hai ye aankh ka paani

    Post by Guest Wed Jul 01, 2009 11:26 pm

    Mulaqato ka silsila yun phir sajane laga
    khwabo main tujhse milna raas aane laga

    tere na hone ke ehsas se sisak uthta hai dil.
    isi darr se main Din se munh churane sa laga

    Sponsored content

    Bada keemti hai ye aankh ka paani Empty Re: Bada keemti hai ye aankh ka paani

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Thu Mar 28, 2024 5:40 pm