Mere yaadon ko bikar kar chale gaye woh
Mere zindagi ko buraa bana kar chale gaye woh
Aab mere zindagi se uska koi waasta nahi
Mujhe tukra kar jalaa kar chale gaye woh
Meine hazaron khwab sajakar rahke the
Mere jazbaton ko buraa bhala suna kar chale gaye woh
Aab mere hasraten aduri raha gaye
Mere sapno ko bhujaa kar chale gaye woh