mila wo bhi nhai karte,
mila hum bhi nahi karte
wafa wo bhi nahi karte
wafa hum bhi nahi karte
unhe ruswaii ka dukh hai
hume tanhaii ka gum nhai
gila wo bhi nahi karte
gila hum bhi nahi karte
kisi mod per takraav ho jata hai aksar
ruka wo bhi nhai karte
ruka hum bhi nahi karte...
mila hum bhi nahi karte
wafa wo bhi nahi karte
wafa hum bhi nahi karte
unhe ruswaii ka dukh hai
hume tanhaii ka gum nhai
gila wo bhi nahi karte
gila hum bhi nahi karte
kisi mod per takraav ho jata hai aksar
ruka wo bhi nhai karte
ruka hum bhi nahi karte...