Jab se aik ajnabi ko apne dil mein basaya hai
Tab se meri zindgi ka har rang nikhar aaya hai
Har lamha har jagah bas usi ka hota hai dedar
Ab to kudrat ka har jalwa hasen nazar aaya hai
Naaz apni kismat par bhalla kyunkar na karu
Usko pakar zamane ka nayaab tohfa paya hai