Kaha tha tumse mera intezaar na karna
duniya chahe jo kahe tum aitbaar na karna
aisa ho chuka hai kai bar pehle bhi
ab ki bar tum koi bhi sawal na karna
din raat kat rahe hain ab to usi ke khayal mein
wo lamhein wo ratein unko yaad bar-bar na karna