kehne ko mera us se koi wasta nahi,
magar wo shaks mujhe bolta nahi,
darta hun ankh kolun to manzar badal na jaye,
main jaag to raha hu magar jagta nahi,
tanha udas chand ko samjo na bekhabar,
har baat sun raha hai magar bolta nahi,
khamoshi ka dhuaan hai charon taraf,
nikala kab AFTAAB mujhe to pata nahi
magar wo shaks mujhe bolta nahi,
darta hun ankh kolun to manzar badal na jaye,
main jaag to raha hu magar jagta nahi,
tanha udas chand ko samjo na bekhabar,
har baat sun raha hai magar bolta nahi,
khamoshi ka dhuaan hai charon taraf,
nikala kab AFTAAB mujhe to pata nahi