Honthon se chu lo tum mera geet amar kar do,
Ban jaao meet mere meri preet amar kar do...
Naa umar ki simaa ho na janam ka ho bandhan,
jab pyar kare koi to dekhe keval mann,
Nayi reet chalakar tum ye reet amar kar do...
Jag ne chhina mujhse mujhe jo bhi laga pyara,
Sab jeeta kiye mujhse main har dam hi hara,
Tum haar ke dil apana meri jeet amar kar do...
Aakaash ka sunapan mere tanaha mann mein,
Paayal chanakati tum aajao jeevan mein,
Saanse dekar apani sangeet amar kar do...