thakti nahi thi aankhen dekh dekh rasta
naye bahane banake der se tumhara aana yaad hai
kushboo main hawa ki dhoondna
tumhari mehak baarish ki boondon main apne ashk milana yaad hai
kabhi saath baithe baithe yuhi waqt bita dena
kabhi meri har baat par tumhara muskuraana yaad hai