FRENZ 4 EVER

Wo Ek Baat Jo Lafzon Mein Aa Nahi Sakti Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Wo Ek Baat Jo Lafzon Mein Aa Nahi Sakti Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Wo Ek Baat Jo Lafzon Mein Aa Nahi Sakti

    Anonymous
    Guest
    Guest

    Wo Ek Baat Jo Lafzon Mein Aa Nahi Sakti Empty Wo Ek Baat Jo Lafzon Mein Aa Nahi Sakti

    Post by Guest Sat Jul 11, 2009 2:13 pm

    Labon Pe Rukti Dilo Mein Sama Nahi Sakti,
    Wo Ek Baat Jo Lafzon Mein Aa Nahi Sakti,

    Simat Rahi Hai Mere Baazuoun Ke Halke Mein,
    Haya Ke Boojh Se Palkein Utha Nahi Sakti,

    Jo Keh Raha Hai Sulagta Hua Badan UsKa,
    Bata Bhi Paati Nahi Aur Chhupa Nahi Sakti,

    Ek Aise Hijar Ki Aatish Hai Mere Dil Mein Jaise,
    Kisi Visal Ki Baarish Bujha Nahi Sakti,
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Wo Ek Baat Jo Lafzon Mein Aa Nahi Sakti Empty Re: Wo Ek Baat Jo Lafzon Mein Aa Nahi Sakti

    Post by Guest Fri Jul 17, 2009 3:21 pm

    Kash wo kabhi palkon pe sajaye mujhe
    Narazgi me kabhi manaye mujhe
    Dil uski yaad se ik pal bhi ghafil nahi
    Phir kaise mumkin hai ke wo bhol jaye mujhe
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Wo Ek Baat Jo Lafzon Mein Aa Nahi Sakti Empty Re: Wo Ek Baat Jo Lafzon Mein Aa Nahi Sakti

    Post by Guest Fri Jul 24, 2009 11:25 pm

    ZINDAGI KE HAR ZAKHM ACCHA LAGNE LAGTA HAIN
    KAANTE AUR HAR SALAAKHEIN BHI ACCHA LAGNE LAGTA HAIN
    TERE MOHABBAT MEIN DEEWANA BANKE
    AAJKAL ZEHER PEENA BHI ACCHA LAGNA LAGTA HAIN
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Wo Ek Baat Jo Lafzon Mein Aa Nahi Sakti Empty Re: Wo Ek Baat Jo Lafzon Mein Aa Nahi Sakti

    Post by Guest Tue Aug 04, 2009 3:38 pm

    joh na ho dard toh khusiyon ka mazaa kaha,
    joh poori ho jaaye har chahat,toh zindagi ka falsafa kaha.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Wo Ek Baat Jo Lafzon Mein Aa Nahi Sakti Empty Re: Wo Ek Baat Jo Lafzon Mein Aa Nahi Sakti

    Post by Guest Mon Aug 31, 2009 6:30 pm

    tu hai suraj tujhe maloom kaha rat ka dukh
    to kisi roz mere ghar may uter sham kay bad

    Sponsored content

    Wo Ek Baat Jo Lafzon Mein Aa Nahi Sakti Empty Re: Wo Ek Baat Jo Lafzon Mein Aa Nahi Sakti

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Thu Mar 28, 2024 3:07 pm