FRENZ 4 EVER

sharab aag hai saki Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

sharab aag hai saki Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    sharab aag hai saki

    Anonymous
    Guest
    Guest

    sharab aag hai saki Empty sharab aag hai saki

    Post by Guest Fri Jul 17, 2009 5:41 pm

    sharab aag hai saki, janta hun magar
    bana ke aag ko paani, mujhe pilaaye ja

    sukoon, jiska naam liya humnashin tune
    kahan hai, kaun hai, kya hai, zara bataye ja

    ye mera farz ki mai tujhko dhundne nikloon
    ye tera kaam ki rasta mujhe bataye ja

    nigaah muntazir us daur ki hai, aie saki
    ki wo pilaye mujhe, main kahoon, pilaye ja
    Anonymous
    Guest
    Guest

    sharab aag hai saki Empty Re: sharab aag hai saki

    Post by Guest Fri Jul 24, 2009 11:31 pm

    In aankho mein aasu de gaya koi
    Na kathm honewala intezaar de gaya koi
    Ab saanse bhi aati hai unki yaad ke baad
    Aise hume apna talabgaar kar gaya koi
    Anonymous
    Guest
    Guest

    sharab aag hai saki Empty Re: sharab aag hai saki

    Post by Guest Sun Jul 26, 2009 10:27 pm

    Main ne dekha diwaanon ko shaam ke baad
    dondh rahe the wiraanon ko shaam ke baad

    main ne us ka sog manaya kuch aisa
    Khali rakha paimaanon ko shaam ke baad
    Anonymous
    Guest
    Guest

    sharab aag hai saki Empty Re: sharab aag hai saki

    Post by Guest Sun Jul 26, 2009 10:50 pm

    ashu_uppal wrote:sharab aag hai saki, janta hun magar
    bana ke aag ko paani, mujhe pilaaye ja

    sukoon, jiska naam liya humnashin tune
    kahan hai, kaun hai, kya hai, zara bataye ja

    ye mera farz ki mai tujhko dhundne nikloon
    ye tera kaam ki rasta mujhe bataye ja

    nigaah muntazir us daur ki hai, aie saki
    ki wo pilaye mujhe, main kahoon, pilaye ja

    ohhh shubhanallha ashu... lajawab hai ye.. a +K for sure dear... maza aa gaya iss post pe to.... clap 2
    Anonymous
    Guest
    Guest

    sharab aag hai saki Empty Re: sharab aag hai saki

    Post by Guest Sun Jul 26, 2009 10:54 pm

    shukriya raj bhai
    thanks for ur kind words
    Anonymous
    Guest
    Guest

    sharab aag hai saki Empty Re: sharab aag hai saki

    Post by Guest Sat Aug 01, 2009 10:09 pm

    Gham tum laate ho zindagi mein humaare,

    wo zakhm aane he nahi deti,


    khushi ko to ek pal mein bikher dete ho tum humaari,


    wo to khushi ko jaane he nahi deti,


    hosh mein laa-laa kar tum hosh udaati ho humaare,


    wo sharaab to hosh mein aane he nahi deti
    Anonymous
    Guest
    Guest

    sharab aag hai saki Empty Re: sharab aag hai saki

    Post by Guest Mon Aug 31, 2009 11:56 pm

    Wo Hatho se Pilaye to mai Kya karu,
    Wo Aankho se Pilaye to mai Kya karu,
    Mai too Pine ka bilkul hi Aadi nahi,
    Par Jam Khud chalkar Aaye too Mai kya karu

    Sponsored content

    sharab aag hai saki Empty Re: sharab aag hai saki

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Thu Mar 28, 2024 9:04 pm