FRENZ 4 EVER

tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya

    Anonymous
    Guest
    Guest

    tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya Empty tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya

    Post by Guest Wed Jul 22, 2009 11:46 pm

    tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya
    bana ke apna raasta jo bheed se nikal gaya
    zara si der ke liye jo aa gaya me abr me
    udhar ye shor mach gaya ke aaftab dhal gaya
    Anonymous
    Guest
    Guest

    tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya Empty Re: tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya

    Post by Guest Sun Jul 26, 2009 11:30 pm

    Kuch is kadar thokar lagi ki chalne ki chahat na rahi,
    Barbaad mere aashiyane pe ab koi aahat na rahi.
    Chot dil par kuch itni gehri khai humne yaaron,
    Haste toh hai par hoton pe muskurahat na rahi.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya Empty Re: tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya

    Post by Guest Sat Aug 01, 2009 7:19 pm

    Zara Sa Dil Magar Is Dil Main Saari Khudai Hai
    Khuda Ne Dil Bana Ke Kya Anokhi Shay Banai Hai
    Bari Mushkil Hai Iska Sath Bhi Choda Nahi Jaaye
    Agar Aik Baar Yeh Tute To Joda Bhi Nahin Jaaye
    Anonymous
    Guest
    Guest

    tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya Empty Re: tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya

    Post by Guest Tue Aug 04, 2009 1:19 pm

    Kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarha,
    Woh ashna bhi mila hai ajnabi ki tarha,
    Sitam tu ye hai ke who bhi na ban saka apna,
    Qabool humne kiye jiske gham khushi ki tarha,
    Anonymous
    Guest
    Guest

    tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya Empty Re: tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya

    Post by Guest Mon Aug 10, 2009 2:16 pm

    Bus do pal ki hai ye zindgi,
    Ek pal toh yuhi beet gaya.
    Manata raha us beete hue pal ka dukh,
    Aur mera saya bhi mujhse jeet gaya
    Anonymous
    Guest
    Guest

    tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya Empty Re: tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya

    Post by Guest Thu Sep 03, 2009 10:04 pm

    Ek Khawab hai Is Khawab ko Khona bhi nahi hai,
    Tabeer Ke Dhage mein Pirona bhi nahi hai,


    Lipta hua hai Dil se Kisi Raaz ki Surat,
    Wo Shaks ke jisko mera hona bhi nahi hai,


    Jis Shaks ki khatir mera Ye Haal hua hai,
    Usne mere Mar jaane pe Rona bhi nahi hai.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya Empty Re: tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya

    Post by Guest Fri Sep 25, 2009 3:12 pm

    sache pyar ki khoj me bethe rehna,
    kyu kehte hai ki umar bhar dard sehte rehna,
    kaun chahta hai dard ki bheed me rehna,
    askho ka jaam labo par yuhi sehte rehna

    Sponsored content

    tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya Empty Re: tarakiyo ki daud me usi ka zor chal gaya

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Thu Mar 28, 2024 8:08 pm