gujre waqt ko dil ne pukara hai
fir aaj teri yadon ka sahara hai
chuan vo teri khushboo jaati hi nahi
vasl ki aarzoo dil mein dubara hai
lakiron me mukadar hota hai suna hai
khanjar se hatheli pe tera naam ubhara hai
fir aaj teri yadon ka sahara hai
chuan vo teri khushboo jaati hi nahi
vasl ki aarzoo dil mein dubara hai
lakiron me mukadar hota hai suna hai
khanjar se hatheli pe tera naam ubhara hai