FRENZ 4 EVER

mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi

    Anonymous
    Guest
    Guest

    mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi Empty mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi

    Post by Guest Tue Sep 01, 2009 5:14 pm

    Tanhayi ki aadat hai,aur aadat kabhi ye jaati nahi,
    vaada karke teri nazar,vada kabhi bhi nibhati nahi,

    Hum kahte hai ek baar tu dekh mud kar ,
    wo kahte hai halat teri mujhse dekhi jaati nahi,

    Pahle tu kabhi kabhi chali aati thi aagosh me,
    lekin ab teri yaad bhi daaman mera mahkati nahi,

    Khud hi padh kar ro dete the kabhi hum gazal apni,
    lekin aankhon me meri ab ye bhi nami laati nahi,

    Tanha chood gaye sab hume zindagi ki raah me,
    mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi
    Anonymous
    Guest
    Guest

    mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi Empty Re: mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi

    Post by Guest Mon Sep 07, 2009 11:58 pm

    ab tehreer me simate kahan hain dilon ke dard
    behla raha hun khud ko zara kaaghzo ke saath
    Anonymous
    Guest
    Guest

    mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi Empty Re: mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi

    Post by Guest Tue Sep 22, 2009 4:46 pm

    Chand Kaliyaan Laash Par Bichaa Jaate To Kya Jaata
    Aaye Ho Mayyat Par Sanam Odh Kar Naqaab Tum
    Agar Ye Chaand Ka Tukda Dikhaa Jaate To Kya Jaata
    Poochte The Log Tumse Kiska Hai Janaza Ye
    Marne Wala Kon Tha Bata Jaate To Kya Jaata.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi Empty Re: mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi

    Post by Guest Tue Sep 22, 2009 4:52 pm

    Bahut umda likha hai Uppal
    Anonymous
    Guest
    Guest

    mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi Empty Re: mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi

    Post by Guest Tue Sep 22, 2009 4:57 pm

    shukriya haya ji
    Anonymous
    Guest
    Guest

    mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi Empty Re: mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi

    Post by Guest Tue Sep 22, 2009 5:02 pm

    Aap deserve karte hai Uppal

    tanhai mere kaan me kuch kahne lagi hai
    ik zaat meri zaat me gum rehne lagi ha
    jis ankh ko kisi ne b rote nai dekha

    wo ankh teri yaad me num rehne lagi hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi Empty Re: mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi

    Post by Guest Tue Sep 22, 2009 5:04 pm

    Maine is Duniya se koi Cheez Udhar nahi li
    Kafan bhi Loonga to ye Zindagi de kar.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi Empty Re: mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi

    Post by Guest Tue Sep 22, 2009 5:15 pm

    Kaun Janey Kab Maut Ka Pegham Aa Jaye
    Zindaghi Ki Akhri Shaam Aa Jaye

    Hamein Tu Intezar Hai Us Waqt Ka
    Jab Hamari Zindagi Aap Ke Kaam Aa Jaye
    Anonymous
    Guest
    Guest

    mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi Empty Re: mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi

    Post by Guest Tue Sep 22, 2009 5:19 pm

    kadam-kadam pe kayamat hai aadmi k liye,
    tamam umr bhatkta hai zindagi k liye.
    bala se khel,musibaton se ji behla le,
    mile to hain tujhe samaan dillagi k liye.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi Empty Re: mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi

    Post by Guest Wed Sep 30, 2009 4:34 pm

    Yeh na pucho ki zindagi mein kya paya,
    jisne paya usi ne nibhana sikhaya,
    jo pakar bhi na pa sake use ham,
    unki yado ne hamein zinda rehna sikhaya

    Sponsored content

    mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi Empty Re: mout bhi dekhiye jara mere kareeb aati nahi

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Fri Apr 19, 2024 5:30 pm