FRENZ 4 EVER

dil jalygaa to zamaane main ujala hoga Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

dil jalygaa to zamaane main ujala hoga Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    dil jalygaa to zamaane main ujala hoga

    Anonymous
    Guest
    Guest

    dil jalygaa to zamaane main ujala hoga Empty dil jalygaa to zamaane main ujala hoga

    Post by Guest Sun Aug 02, 2009 7:20 pm

    dil jalygaa to zamaane main ujala hoga
    husn zarron kaa sitaaron se nirala hoga
    bujh gaya chaand kisi dard bhare dil ki tarah
    raat kaa rang abhi aur bhii kala hoga
    Anonymous
    Guest
    Guest

    dil jalygaa to zamaane main ujala hoga Empty Re: dil jalygaa to zamaane main ujala hoga

    Post by Guest Sun Aug 09, 2009 4:58 pm


    zindagi tune lekar diya kuch bhi nahi
    tere daaman me mere vaaste kuch bhi nahi
    mere haathon ki chaaho to talaashi lelo
    mere haathon me lakeeron k siva kuch bhi nahi
    Anonymous
    Guest
    Guest

    dil jalygaa to zamaane main ujala hoga Empty Re: dil jalygaa to zamaane main ujala hoga

    Post by Guest Thu Aug 20, 2009 2:02 am

    Aaj jaroor badalo ka dil toota hoga,
    Sayad koi apna unse aaj rooth hoga.
    In boondo me ek bewafa ki parchhai si hai,
    Sayad pyar ka vasta de aaj dilo ko kisi ne loota hoga
    Anonymous
    Guest
    Guest

    dil jalygaa to zamaane main ujala hoga Empty Re: dil jalygaa to zamaane main ujala hoga

    Post by Guest Thu Aug 20, 2009 3:02 pm

    Bahut umda Uppal, apki posting hume bahut acchi lagti hai, keep on posting
    aaj mere kismat par mujhe rona aaya,
    dusro ko kya maine aapno ko aazmaya,
    har dost ki tanhai dur ki,
    aur khud ko har mod par akela paya.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    dil jalygaa to zamaane main ujala hoga Empty Re: dil jalygaa to zamaane main ujala hoga

    Post by Guest Thu Aug 20, 2009 5:33 pm

    shukriya hayaa for ur kind words



    Qatra qatra ras raha hai khoon mere jigar ka
    rafta rafta har rahi hai zeest meri be nishaan

    qatra qatra gir rahe hain ashk meri aankh se
    rafta rafta ho raha hun main jahaan se badgumaan
    Anonymous
    Guest
    Guest

    dil jalygaa to zamaane main ujala hoga Empty Re: dil jalygaa to zamaane main ujala hoga

    Post by Guest Fri Aug 21, 2009 4:56 pm

    Hadse badke log yahaan mila karte hai
    zakhm dene ke hi saman diya karte hai
    roz gir jaati hai deewar tere wadon ki
    roz hi hum maut ke saye mien jiya karte hai..
    Anonymous
    Guest
    Guest

    dil jalygaa to zamaane main ujala hoga Empty Re: dil jalygaa to zamaane main ujala hoga

    Post by Guest Sun Aug 23, 2009 10:06 pm

    Fikar na kar ek din tujhe bhi bhulaunga main,
    Teri khushi me apne ansu chhupaunga main.
    Is kadar badmizaaz hai gar meri nazdikiya,
    Toh door kahi teri yaado ki duniya basaunga main
    Anonymous
    Guest
    Guest

    dil jalygaa to zamaane main ujala hoga Empty Re: dil jalygaa to zamaane main ujala hoga

    Post by Guest Tue Aug 25, 2009 6:16 pm

    Kal Ki Sham Bhi Qayamat Ki Tarha Guzrii
    Najanay Kia Baat Thi Her Baat Per Rowna Ayaa!!
    Anonymous
    Guest
    Guest

    dil jalygaa to zamaane main ujala hoga Empty Re: dil jalygaa to zamaane main ujala hoga

    Post by Guest Wed Aug 26, 2009 2:06 pm

    itni dur chale aaye hai hum unse
    ab laut kar jaana mumkin nahi
    kya majboori thi kya duswaria thi pane mein
    chand lafzo mein keh jaana mumkin nahi
    Anonymous
    Guest
    Guest

    dil jalygaa to zamaane main ujala hoga Empty Re: dil jalygaa to zamaane main ujala hoga

    Post by Guest Tue Sep 01, 2009 11:26 pm

    vo bhi kya din the har veham yakeen hota tha,
    ab haqiqat nazar aaye to usko kya samjhu,
    dil jo tuta to kai hath duaa ko uthe,
    aise mahool me ab kisko paraya samjhu.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    dil jalygaa to zamaane main ujala hoga Empty Re: dil jalygaa to zamaane main ujala hoga

    Post by Guest Tue Sep 08, 2009 12:14 am

    Is qadar dukh diye hain na jaane kis khata per
    Per hum bhi Sabar kargaye aur kiya sawal kuch bhi nahi

    Uski khushi main Hasne wale Khaas hain uske liye
    Dukh main uske saath hum hamari misaal kuch bhi nahi

    Sponsored content

    dil jalygaa to zamaane main ujala hoga Empty Re: dil jalygaa to zamaane main ujala hoga

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Fri Apr 19, 2024 7:54 pm