Patton ko toot te dekha, bikharte nahi dekha,
kabhi gami mein yaaron ko, milte nahi dekha.....
Shant hawa ki dhuno pe, kabhi thirakti thi lehrein,
aaj lahron ka paani par, machalna nahi dekha,
mausam bhi be-imaan hai, andaaz ho gaya,
warna kyun kar aaj baarish mein, bijli ka chamakna nahi dekha.....
abb to har gali mein tujhe bass dhoondta rehta hai "Sagar",
aur har koi kehta hai, bass "unhe nahi dekha",
"bass Unhe nahi dekha....."