Kitna dard hai chhupa is dil mein
kitni ahein hain in sanson mein
kitne aansu hain rakhe ankhon mein
kitni tarap hai meri ahoon mein
Tum kabhi nahi samjh sakoge...
meri karb mein guzri raaton ko
un lamho ki yadon ko
jo na ki kabhi maine un sabhi
baton aur wadon ko
Tum kabhi nahi samjh sakoge
dil ka tootna kya hota hai
kisi ka bicharna kya hota hai
kabhi milkar bhi na milna kya hota hai
tanhayi ka gum kya hota hai
Tum kabhi nahi samjh sakoge
Tanha rehna kya hota hai
khuchh pakar khona kya hota hai
naam palko par aanshu ka kya hota hai
Tum kabhi nahi samjh sakoge
Sahil ka majhdhaar me naav dubana kya hota hai
Uss ki dhadkan ka rukna kya hota hai
Kisi ka pehla pyar kya hota hai
Tum kabhi nahi samjh sakoge
Muflisi ka rona kya hota hai
dard ka sehna kya hota hai
khamosh rehna kya hota hai
Tum kabhi nahi samjh sakoge.....
kitni ahein hain in sanson mein
kitne aansu hain rakhe ankhon mein
kitni tarap hai meri ahoon mein
Tum kabhi nahi samjh sakoge...
meri karb mein guzri raaton ko
un lamho ki yadon ko
jo na ki kabhi maine un sabhi
baton aur wadon ko
Tum kabhi nahi samjh sakoge
dil ka tootna kya hota hai
kisi ka bicharna kya hota hai
kabhi milkar bhi na milna kya hota hai
tanhayi ka gum kya hota hai
Tum kabhi nahi samjh sakoge
Tanha rehna kya hota hai
khuchh pakar khona kya hota hai
naam palko par aanshu ka kya hota hai
Tum kabhi nahi samjh sakoge
Sahil ka majhdhaar me naav dubana kya hota hai
Uss ki dhadkan ka rukna kya hota hai
Kisi ka pehla pyar kya hota hai
Tum kabhi nahi samjh sakoge
Muflisi ka rona kya hota hai
dard ka sehna kya hota hai
khamosh rehna kya hota hai
Tum kabhi nahi samjh sakoge.....