tamanna thi usse dekhte rehne ki,
na chhune ki,na mahakne ki,
tamanna thi dil ki baat kehne ki,
na shikwa,na gila karne ki,
tamanna thi saath chalne ki,
na rukne ki,na mudne ki,
tamanna thi uski muskaan,
uska sharmana,uski hansi dekhne ki,
tamanna thi usse hamsafar banane ki,
na chhune ki,na mahakne ki,
tamanna thi dil ki baat kehne ki,
na shikwa,na gila karne ki,
tamanna thi saath chalne ki,
na rukne ki,na mudne ki,
tamanna thi uski muskaan,
uska sharmana,uski hansi dekhne ki,
tamanna thi usse hamsafar banane ki,