FRENZ 4 EVER

AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI

    Anonymous
    Guest
    Guest

    AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI Empty AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI

    Post by Guest Sat Aug 01, 2009 5:42 pm

    AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI

    HUM TO ZAKHM KHAKAR BHI MUSKURANE WALE HAI




    KAUN RAHNE AAYA HAI UMAR BHAR IS ZAMANE ME


    TUM BHI JANE WALE HO HUM BHI JANE WALE HAI
    Anonymous
    Guest
    Guest

    AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI Empty Re: AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI

    Post by Guest Mon Aug 03, 2009 10:48 pm

    Judaai ke baad kyun kisi ki yaad reh jati hai,
    Kisi ke hote hue kyun ye judaai kahi jaati hai,
    Maana ke kabhi na ban paye uske,
    Fir bhi na jane kyun uski aas dil me reh jati hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI Empty Re: AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI

    Post by Guest Sun Aug 09, 2009 6:47 pm

    Itna kuch khoo chuka hu ki
    ab kuch paane ki aas na rahi
    itna kuch he paane ko
    par abb himmat paas na rahi
    Anonymous
    Guest
    Guest

    AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI Empty Re: AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI

    Post by Guest Wed Aug 26, 2009 2:36 pm

    PEENE WALO KE LIYE KOI PAIMANA NAHI HOTA,
    JO GAM BHULA DE WO DIWANA NAHI HOTA,
    HUM TO PEETE HAI SAQI TERI MUHOBBAT MEIN,
    WARNA ZEHER SE BHI HUMKO NASHA NAHI HOTA.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI Empty Re: AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI

    Post by Guest Thu Sep 03, 2009 2:38 am

    Yu hi bas hadse par hadsa ho gaya
    chalte- chalte gamo se wasta ho gaya


    wo jo gaya to lot kar nahi aaya
    wo dur ab bhi nahi par fasla ho gaya


    bahut der se hota hai dil bawasta
    lekin jise bhi chaha wo aasma ho gaya
    Anonymous
    Guest
    Guest

    AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI Empty Re: AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI

    Post by Guest Wed Sep 09, 2009 1:54 am

    Yaadon ki dhundhli tasveerien mujhe jab dikhti hain
    Kabhi hasi to kabhi aansun ban kar aakhon se chalakti hain
    Yaad jab un gujre lamhon ki aati hai
    To mere aaj ke lamho ko na jaane kahan chod jaati hain

    SourabhBasak
    SourabhBasak
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI Online
    Offline AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI Offline


    Male

    Capricorn Pig

    Posts : 5393
    I LiveHyderabad

    Job/hobbies : Storage Administrator
    KARMA : 197
    Reward : 613

    Mood : crafty

    F4e Status : Gham-e-Hayat ki tashreeh aur kya hogi,
    Diya jalakar tarasta hu Roshni ke liye..

    AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI Empty Re: AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI

    Post by SourabhBasak Wed Sep 09, 2009 12:14 pm

    Yeh soch lia hai ab Usko Awaaz nahin di...
    Ab ke Main bhi Dekhon Wo Mera Talabgar kitna hai......
    Anonymous
    Guest
    Guest

    AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI Empty Re: AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI

    Post by Guest Wed Sep 09, 2009 4:50 pm

    aaj ham Bichde hain to Kitne rangile ho gaye
    mere ankhe surkh tere hath pile ho gaye
    kab ki pathar ho chuki thi muntazir aankhen magar
    chuu ke dekha to mere hath gile ho gaye
    Anonymous
    Guest
    Guest

    AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI Empty Re: AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI

    Post by Guest Sat Sep 26, 2009 9:00 pm

    tamanao ko koi kese bhul paya hai,
    unme hi to dardo ka saya hai,
    mujhe to bas unki fikr hai,
    jinhone isme apna ghar basaya hai.

    Sponsored content

    AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI Empty Re: AAP KAB TALAK HUME AAZMANE WALE HAI

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Fri Apr 26, 2024 3:03 pm