Jaane kyun udaas or tanha hai mera kafan,
shayad mere intzaar me hai mera kafan
Tujhse jyada wafa nibha raha hai mujhse,
mere saath chita me jal raha hai mera kafan
Nazar na lag jaaye meri laash ko kisi bewafa ki,
tujhse mera chehra chupa raha hai mera kafan
Har nishani mere wajood ki saath jal jaayegi aaj,
mera aakhri nishan bhi mita raha hai mera kafan
Mar kar bhi mere labon pe tera naam na aaye,
dhak ke mere labon ko wafa nibha raha hai mera kafan
Samet ke mujh ko apni baahon me teri tarha,
tera har ehsaas mujhe dila raha hai mera kafan
Shayad ab kabhi tujh se mulaqaat ho ya na ho,
tujhse bahut door mujhe le ja raha hai mera kafan