FRENZ 4 EVER

insaan kabhi bewafaai mein nahi marta Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

insaan kabhi bewafaai mein nahi marta Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    insaan kabhi bewafaai mein nahi marta

    Anonymous
    Guest
    Guest

    insaan kabhi bewafaai mein nahi marta Empty insaan kabhi bewafaai mein nahi marta

    Post by Guest Fri Jul 10, 2009 9:46 pm

    ho zazbaat jahan waha dil haar jaata hai,
    ho pyar jahan wahan judai ka gham mar jata hai,
    insaan kabhi bewafaai mein nahi marta,
    use to majbooriyon ka samandar mar jaata hai
    SourabhBasak
    SourabhBasak
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online insaan kabhi bewafaai mein nahi marta Online
    Offline insaan kabhi bewafaai mein nahi marta Offline


    Male

    Capricorn Pig

    Posts : 5393
    I LiveHyderabad

    Job/hobbies : Storage Administrator
    KARMA : 197
    Reward : 613

    Mood : crafty

    F4e Status : Gham-e-Hayat ki tashreeh aur kya hogi,
    Diya jalakar tarasta hu Roshni ke liye..

    insaan kabhi bewafaai mein nahi marta Empty Re: insaan kabhi bewafaai mein nahi marta

    Post by SourabhBasak Sat Jul 11, 2009 10:05 am

    Tujh ko chaaha teri dehliz pe sajda na kiya.....
    Wo mera ishq tha aur ye meri khuddaaari ha....!
    Anonymous
    Guest
    Guest

    insaan kabhi bewafaai mein nahi marta Empty Re: insaan kabhi bewafaai mein nahi marta

    Post by Guest Wed Jul 15, 2009 9:21 pm

    kuch ehsaas dil ki kahani ke,
    dil ki baat aur zindagani ke,
    kese keh gaye do palo me wo,
    jaan se bhi jo gehre the ashko se pani ke
    Anonymous
    Guest
    Guest

    insaan kabhi bewafaai mein nahi marta Empty Re: insaan kabhi bewafaai mein nahi marta

    Post by Guest Fri Jul 17, 2009 9:48 pm

    Paane ki chahat kho kar, phaili dil me ek udaasi hai,
    Baitha hu dariya kinaare, par rooh meri pyaasi hai.
    Kabhi log mehfilon me humari zinda-dili ki misaal dete the,
    Par aaj meri pehchan labon pe tehri ye khamoshi hai.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    insaan kabhi bewafaai mein nahi marta Empty Re: insaan kabhi bewafaai mein nahi marta

    Post by Guest Sat Aug 01, 2009 8:56 pm

    gham ki barish ne bhi tere naqsh ko dhoya nahi

    tune mujhko kho diya mene tujhe khoya nahi


    neend ka halka gulabi sa khumar ankhon mein tha

    yun laga jaise wo shab ko der tak soya nahoki
    Anonymous
    Guest
    Guest

    insaan kabhi bewafaai mein nahi marta Empty Re: insaan kabhi bewafaai mein nahi marta

    Post by Guest Tue Aug 04, 2009 9:11 pm

    Unhe haal apna batana hai mushkil
    Magar dard-e-dil bhi dabana hai mushkil

    Udhar unko kuchh meri parwah nahi hai
    Idhar ek lamha bitana hai mushkil
    Anonymous
    Guest
    Guest

    insaan kabhi bewafaai mein nahi marta Empty Re: insaan kabhi bewafaai mein nahi marta

    Post by Guest Fri Sep 25, 2009 12:28 am

    Laash hoon main ab jala bhi dalo
    Yahi aakhri rasam bachi hai use nibha bhi dalo
    Na honge hum fir,na humari yaaden
    Vo saare lamhe saare manzar aaj meri raakh me mila bhi dalo
    Maar to diya tha bahut pehle hi zindagi ne humko
    Aaj mere sapno,meri khwahishon ko bhi mere sang jala bhi dalo
    Anonymous
    Guest
    Guest

    insaan kabhi bewafaai mein nahi marta Empty Re: insaan kabhi bewafaai mein nahi marta

    Post by Guest Sat Oct 10, 2009 11:10 pm

    ashar mere yu to zamane ke liye hai
    kuch sher fakat unko sunane ke liye hai,
    socho to bade cheez hai tehzeeb badan ki
    varna to badan aag bhujane ke liye hai.

    Sponsored content

    insaan kabhi bewafaai mein nahi marta Empty Re: insaan kabhi bewafaai mein nahi marta

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Fri Mar 29, 2024 6:08 am