Hamesha jaane ki baat karta hai koi,
Phir Mujhe azmaane ki baat karti hai koi,
Baar baar main rokta hoon uski raahe,
Hawain ban jaane ki baat karta hai koi,
Main barasta hoon Roz barish ki tarah,
Dhoop ho jaane ki baat karta hai koi,
Kehta hai har roz sirf ek baar aa,
Aake na jaane ki baat karta hai koi,
Sirf ek baar apni awaz suna kar,
Din guzarne ki baat karta hai koi,
Phir Mujhe azmaane ki baat karti hai koi,
Baar baar main rokta hoon uski raahe,
Hawain ban jaane ki baat karta hai koi,
Main barasta hoon Roz barish ki tarah,
Dhoop ho jaane ki baat karta hai koi,
Kehta hai har roz sirf ek baar aa,
Aake na jaane ki baat karta hai koi,
Sirf ek baar apni awaz suna kar,
Din guzarne ki baat karta hai koi,