FRENZ 4 EVER

Aarzoo Na Raas Aayi Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Aarzoo Na Raas Aayi Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Aarzoo Na Raas Aayi

    shelly
    shelly
    Learner
    Learner

    Member is :
    Online Aarzoo Na Raas Aayi Online
    Offline Aarzoo Na Raas Aayi Offline


    Female

    Capricorn Snake

    Posts : 181
    I Liveindia

    Job/hobbies : reading and writing shayaris
    KARMA : 29
    Reward : 216

    Mood : sad

    F4e Status : Yun Aaye Zindagi Akela Chor Diya Tune Ki Kafan Odh Rahi Aaj Mujh Par Yeh raat Hai

    Aarzoo Na Raas Aayi Empty Aarzoo Na Raas Aayi

    Post by shelly Fri Oct 30, 2009 11:29 pm

    Dil Ki Khamoshi Se Sanson Ke Thehar Jane Tak
    Yaad Aayega Mujhe Shakhs Woh Mar Jane Tak
    Usne Ulfat Ke Bhi Paimane Bana Rakhe The
    Maine Chaha Tha Usse Hadh Se Guzar Jane Tak
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Aarzoo Na Raas Aayi Empty Re: Aarzoo Na Raas Aayi

    Post by Guest Fri Oct 30, 2009 11:32 pm

    waah kya guzara hai
    subhan allah
    +k
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Aarzoo Na Raas Aayi Empty Re: Aarzoo Na Raas Aayi

    Post by Guest Fri Oct 30, 2009 11:33 pm

    Hud se guzar jana hai is dil ko,
    jism-o-jaan banana hai is dil ko,
    keher bahega jab milenge ye dil diwane,
    ruh me umar bhar ke liye samana hai is dil ko
    shelly
    shelly
    Learner
    Learner

    Member is :
    Online Aarzoo Na Raas Aayi Online
    Offline Aarzoo Na Raas Aayi Offline


    Female

    Capricorn Snake

    Posts : 181
    I Liveindia

    Job/hobbies : reading and writing shayaris
    KARMA : 29
    Reward : 216

    Mood : sad

    F4e Status : Yun Aaye Zindagi Akela Chor Diya Tune Ki Kafan Odh Rahi Aaj Mujh Par Yeh raat Hai

    Aarzoo Na Raas Aayi Empty Re: Aarzoo Na Raas Aayi

    Post by shelly Tue Nov 03, 2009 12:04 am

    Aashu ji aap ka bhi jawab nahi iske jawab mein hum kuch likhna chahenge

    Do Pyase Dil Ek Hue Hai Aise Bichrenge Ab Kaise
    Tum Pyar Mujhe Karte Hi Rehna Saari Umar Aise
    Ek Duje Mein Kho Jaate Hai Nadiya Sagar Jaise
    Tujh Se Hai Yeh Zindagani Tujh Se Hai Jeewan Kahani
    Tujh Se Hai Saanjh Aur Tujhi Se Hai Sawera
    Saathi Kabhi Tu Na Roothe Rasmon Ki Deewar Chahe Toote
    Toote Na Yeh Baahon Ka Gehra Mere Sanam Teri Kasam
    Tujhse Hai Waada Yeh Mera Aise Rahenge Sada Ke Liye
    Zamana Juda Na Kar Paaye Phool Aur Khushboo Jaise
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Aarzoo Na Raas Aayi Empty Re: Aarzoo Na Raas Aayi

    Post by Guest Tue Nov 03, 2009 12:14 am

    Do dilo ki ek jaan mehekti hai jis tarah,
    tujhe hum pyar karenge umar bhar us tarah,
    bheeg jayenge lab dono ki chahat ke samander mein,
    jism se sulagti hai pyaar ki aag jis tarah.

    shelly
    shelly
    Learner
    Learner

    Member is :
    Online Aarzoo Na Raas Aayi Online
    Offline Aarzoo Na Raas Aayi Offline


    Female

    Capricorn Snake

    Posts : 181
    I Liveindia

    Job/hobbies : reading and writing shayaris
    KARMA : 29
    Reward : 216

    Mood : sad

    F4e Status : Yun Aaye Zindagi Akela Chor Diya Tune Ki Kafan Odh Rahi Aaj Mujh Par Yeh raat Hai

    Aarzoo Na Raas Aayi Empty Meri Sanson Bikhar Jao

    Post by shelly Tue Nov 03, 2009 1:56 am

    Meri Sanson Mein Bikhar Jao Toh Achcha Ho
    Ban Ke Rooh Mere Jism Mein Utar Jao Toh Achcha Ho
    Kisi Raat Teri Godh Mein Sar Rakh Ke So Jaoon
    Uss Raat Ki Phir Kabhi Subah Na Ho Toh Achcha Ho
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Aarzoo Na Raas Aayi Empty Re: Aarzoo Na Raas Aayi

    Post by Guest Tue Nov 03, 2009 4:40 pm

    Baho me bharke tujhe pyar karna hai,
    hadd se bhi jayda tujhpe aitbar karna hai,
    kabhi num na ho ye aankhe ab teri,
    umar bhar ke liye teri maang ko apne haatho se bharna hai


    Sponsored content

    Aarzoo Na Raas Aayi Empty Re: Aarzoo Na Raas Aayi

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Fri Apr 26, 2024 10:40 pm