FRENZ 4 EVER

Best of Ahmed Faraz Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Best of Ahmed Faraz Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Best of Ahmed Faraz

    SourabhBasak
    SourabhBasak
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Best of Ahmed Faraz Online
    Offline Best of Ahmed Faraz Offline


    Male

    Capricorn Pig

    Posts : 5393
    I LiveHyderabad

    Job/hobbies : Storage Administrator
    KARMA : 197
    Reward : 613

    Mood : crafty

    F4e Status : Gham-e-Hayat ki tashreeh aur kya hogi,
    Diya jalakar tarasta hu Roshni ke liye..

    Best of Ahmed Faraz Empty Best of Ahmed Faraz

    Post by SourabhBasak Fri Nov 06, 2009 4:47 pm

    Dasht Main Pyaas Bhujhaate Huye Mar Jaate Hain,
    Ham Parinde Kahin Jaate Huye Mar Jaate Hain.
    Ham Hain Sookhe Huye Talaab Pe Baithe Huye Hans,
    Jo Ta'aluq Ko Nibhaate Huye Mar Jaate Hain.
    Unke Bhee Qatl Kaa Ilzaam... Humare Sar Hai,
    Jo Hamen Zehar Pilaate Huye Mar Jaate Hain.
    Ye Mohabbat Ki Kahanee Nahi Martee Lekin,
    Log Kirdaar Nibhaate Huye Mar Jaate Hain
    Ham Hain Woh Tooti Huyi Kashtion Wale 'Faraz'
    Jo Kinaron Ko Milaate Huye Mar Jaate Hain.
    SourabhBasak
    SourabhBasak
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Best of Ahmed Faraz Online
    Offline Best of Ahmed Faraz Offline


    Male

    Capricorn Pig

    Posts : 5393
    I LiveHyderabad

    Job/hobbies : Storage Administrator
    KARMA : 197
    Reward : 613

    Mood : crafty

    F4e Status : Gham-e-Hayat ki tashreeh aur kya hogi,
    Diya jalakar tarasta hu Roshni ke liye..

    Best of Ahmed Faraz Empty Re: Best of Ahmed Faraz

    Post by SourabhBasak Wed Jan 13, 2010 10:01 pm

    aankh se duur na ho dil se utar jaayegaa
    vaqt kaa kyaa hai guzarataa hai guzar jaayegaa

    itanaa maanuus na ho Khilvat-e-Gam se apanii
    tuu kabhii Khud ko bhii dekhegaa to dar jaayegaa

    tum sar-e-raah-e-vafaa dekhate rah jaaoge
    aur wo baam-e-rafaaqat se utar jaayegaa

    zindagii terii ataa hai to ye jaanevaalaa
    terii baKhshiish terii dahaliiz pe dhar jaayegaa

    duubate duubate kashtii to ochhaalaa de don
    main nahiin koii to saahil pe utar jaayegaa

    zabt laazim hai magar dukh hai qayaamat kaa 'Faraz'
    zaalim ab ke bhii na royegaa to mar jaayegaa

      Current date/time is Fri Mar 29, 2024 5:24 am