FRENZ 4 EVER

Ashqon Se Nahi Bujhe Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Ashqon Se Nahi Bujhe Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Ashqon Se Nahi Bujhe

    shelly
    shelly
    Learner
    Learner

    Member is :
    Online Ashqon Se Nahi Bujhe Online
    Offline Ashqon Se Nahi Bujhe Offline


    Female

    Capricorn Snake

    Posts : 181
    I Liveindia

    Job/hobbies : reading and writing shayaris
    KARMA : 29
    Reward : 216

    Mood : sad

    F4e Status : Yun Aaye Zindagi Akela Chor Diya Tune Ki Kafan Odh Rahi Aaj Mujh Par Yeh raat Hai

    Ashqon Se Nahi Bujhe Empty Ashqon Se Nahi Bujhe

    Post by shelly Tue Nov 24, 2009 8:16 pm

    Ashqon Se Nahi Bujhe Shole Dard-e-Pyaar Ke
    Maut Hi Bhali Iss Lambe Intezar Se
    Marte Toh Hai Roz Bina Deedar-e-Yaar Ke
    Tanhayi Achchi Thi Uss Bewafa Ke Pyaar Se
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Ashqon Se Nahi Bujhe Empty Re: Ashqon Se Nahi Bujhe

    Post by Guest Tue Nov 24, 2009 8:33 pm

    boht khub shelly... Thums up

    Shole hi sahi aag lagane ke liye aa,
    Phir tuur ke manzar ko dikhane ke liye aa,

    Ye kis ne kaha hai meri taqadir bana de,
    Aa apane hi haathon se mitaane ke liye aa,

    Ai dost mujhe gardish-e-haalaat ne ghera,
    Tu zulf ki kamalii mein chupane ke liye aa,

    Deewar hai duniya ise raahon se hata de,
    Har rasm muhabbat ki mitane ke liye aa,


    Matalab teri aamad se hai daramaan se nahi,
    "Hasrat" ki qasam dil hi dukhane ke liye aa...


    - Hasrat Jaipuri.


    tuur = a mountain;
    manzar = view
    aamad = coming;
    daramaan = cure

      Current date/time is Fri Mar 29, 2024 3:52 am