FRENZ 4 EVER

gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    aansu apne pi gaya main mehman ke liye

    Anonymous
    Guest
    Guest

    gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Empty aansu apne pi gaya main mehman ke liye

    Post by Guest Fri Dec 04, 2009 11:02 pm

    Ye bebasi hai meri isme tera kya kasoor
    khushiyan bani nahi hain har insan ke liye
    aise nibhayi uski khushi apne gam ke saath
    aansu apne pi gaya main mehman ke liye
    Daisy
    Daisy
    Grafik Moderator
    Grafik Moderator

    Member is :
    Online gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Online
    Offline gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Offline


    Female

    Virgo Cat

    Posts : 3566
    I Live

    Job/hobbies : Like music
    KARMA : 167
    Reward : 744

    Mood : springy

    gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Empty Re: aansu apne pi gaya main mehman ke liye

    Post by Daisy Sat Dec 05, 2009 7:09 pm

    +K Ashu ji...nice lines..

    Ye kaise aansu hai rukhte nahi
    Mere seene mein joh dard hai kum hote nahi
    Kahin badal na jao tum fizaon ki tarah
    Ye kaise pyar hai jisme rishta hi nahi
    Anonymous
    Guest
    Guest

    gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Empty Re: aansu apne pi gaya main mehman ke liye

    Post by Guest Sat Dec 05, 2009 7:23 pm

    thanks so much daisy ji
    Anonymous
    Guest
    Guest

    gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Empty Re: aansu apne pi gaya main mehman ke liye

    Post by Guest Sun Dec 06, 2009 11:39 pm

    Aaj phir se sanam tere bina rehna seekh liya hai maine,
    zazbaat-e-dil ab khud hi me chipana seekh liya hai maine.
    Ek ansu hoon jo kuch waqt ke liye sookh gaya tha aankho me,
    Aaj phir hoon tanha toh aankho se behna seekh liya maine
    Anonymous
    Guest
    Guest

    gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Empty Re: aansu apne pi gaya main mehman ke liye

    Post by Guest Thu Jan 07, 2010 6:17 pm

    Uski palko se ashko ko chura raha tha main,
    Uske har gham ko khushiyo se saja raha tha main.
    Jalaya usi diye ne mere hatho ko,
    jiski lau ko hawao se bacha raha tha main
    imran niazi
    imran niazi
    Member
    Member

    Member is :
    Online gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Online
    Offline gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Offline


    Posts : 396
    Humor : Life is Nothing Without You

    KARMA : 44
    Reward : 451

    Mood : Happy

    gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Empty Re: aansu apne pi gaya main mehman ke liye

    Post by imran niazi Thu Jan 07, 2010 6:34 pm

    Ashu Ji Good Post gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye 744301 gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye 744301 gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye 744301
    Yeh hamari taraf se.............

    Aansu jo beh rahey hein inhein behney do
    Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do

    Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom
    Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do!

    Mila to kia mila tumhein chahney kay baad
    Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do

    Tum ney to keh dala sab haal-e-dil apna
    Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do

    Mar gaye auroon kay liye hum to
    Tum apni khatir ham ko Zinda rehney do
    Anonymous
    Guest
    Guest

    gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Empty Re: aansu apne pi gaya main mehman ke liye

    Post by Guest Thu Jan 07, 2010 6:37 pm

    shukrita imran ji
    apki post hume pasand aayi
    Anonymous
    Guest
    Guest

    gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Empty Re: aansu apne pi gaya main mehman ke liye

    Post by Guest Thu Jan 07, 2010 6:44 pm

    Agar Ho Sake To Aakhri Ye Kaam Karde
    Meri Umer Bher Ki Khwahisho Ko Tamam Karde
    Pilade ek Katra Mujhe Sagar-e-Nayab Se
    Bus ek Aansoo Apna Mere Naam Kerde
    imran niazi
    imran niazi
    Member
    Member

    Member is :
    Online gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Online
    Offline gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Offline


    Posts : 396
    Humor : Life is Nothing Without You

    KARMA : 44
    Reward : 451

    Mood : Happy

    gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Empty Re: aansu apne pi gaya main mehman ke liye

    Post by imran niazi Thu Jan 07, 2010 7:10 pm

    Kuch is tarha meri ankho mein basy hein Ansu
    Hont chup hein to zuban ban k sajey hein Ansu


    khud hi dy kar meri Ankho mein yah sary Ansu

    Poochta hai key baata kisney diya hein Ansu

    Faarq itna sa hai chaahat mein meri aur uski

    usko khushia hi milen mujhko mily hein Ansu

    Jisko her ghum sy bachaya tha meri chahat ny

    Aaj us shaks ney Ankho mein diye hein Ansu

    Dekhty kia ho meri Aankh sey niklaa Ansu

    Ankh meri ha magar us key sajy hein Ansu

    Khud to aram sey wo mujhko bhola betha ha

    jiski chahat ki saza mein yeh miley hein Ansu

    Yeh meri ankh nahi raait ka sehra hai jahan

    khushk ankho mein kali ban k khely hein Ansu

    Apny jis hath sey likha tha usey sari umar

    kup kapati usi ongli sey meety hein Ansu

    Ek muddat sey jiesy dil ney bhula rakha tha

    Aaj palkho pa wo tasveer baney hein Ansu

    Jisny tanha mujhy rota hua chora tha

    Aaj tak uskey lia likh hi rahey hain Ansu

    Anonymous
    Guest
    Guest

    gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Empty Re: aansu apne pi gaya main mehman ke liye

    Post by Guest Thu Jan 07, 2010 7:24 pm

    mujhko pane ke lie jab tune mangi thi dua
    umar bhar aankhon main wo manzar lie phirte rahe
    hum nahi jante kya likha hai in lakiro mein,
    jane kyu har lamha sirf aansu hi girte rahe
    Anonymous
    Guest
    Guest

    gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Empty Re: aansu apne pi gaya main mehman ke liye

    Post by Guest Tue Feb 02, 2010 4:13 pm

    Aaj tanhaai me kaun karib aa raha hai,
    Sukhi aankho ko fir kaun rula raha hai
    Khuli aankhon se soya hu fir bhi,
    Ye kaun hai jo aansu banke jaa raha hai.

    Sponsored content

    gaya - aansu apne pi gaya main mehman ke liye Empty Re: aansu apne pi gaya main mehman ke liye

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Thu May 02, 2024 11:52 pm