FRENZ 4 EVER

Khud par naaz Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

Khud par naaz Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    Khud par naaz

    Anonymous
    Guest
    Guest

    Khud par naaz Empty Khud par naaz

    Post by Guest Wed Feb 10, 2010 2:14 pm



    Meri kabar pe aake tum awaaz nahi karna
    Dard ki nayii daastan ka aagaaz nahi karna...

    Apni bebassi ko khud hii byaan karega ye
    Chehre ko kisi aaine ka mohthaaz nahi karna...

    Raaz Jo khud se hii na chhipaa paao tum
    Aise raaz mein kisi ko hamraaz nahi karna...

    Namumkin hai haqikat ke aasman mein urnaa
    Khaabon ke sahare isme parwaaz nahi karna...

    Zakham phir zakham hai.N I roz bhar jaynge
    Husan wallon ko inke charasaaz nahi karna...

    Khaakh se bane ho khaakh mein mil jaaoge
    Kabhi bhoole se bhi khud pe naaz nahi
    karna...






    Meri kabar pe aake tum awaaz nahi karna
    Dard ki nayii daastan ka aagaaz nahi karna...

    Apni bebassi ko khud hii byaan karega ye
    Chehre ko kisi aaine ka mohthaaz nahi karna...

    Raaz Jo khud se hii na chhipaa paao tum
    Aise raaz mein kisi ko hamraaz nahi karna...

    Namumkin hai haqikat ke aasman mein urnaa
    Khaabon ke sahare isme parwaaz nahi karna...

    Zakham phir zakham hai.N I roz bhar jaynge
    Husan wallon ko inke charasaaz nahi karna...

    Khaakh se bane ho khaakh mein mil jaaoge
    Kabhi bhoole se bhi khud pe naaz nahi
    karna...


    Anonymous
    Guest
    Guest

    Khud par naaz Empty Re: Khud par naaz

    Post by Guest Wed Feb 10, 2010 4:11 pm

    superb one tanvi
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Khud par naaz Empty Re: Khud par naaz

    Post by Guest Wed Feb 10, 2010 7:46 pm

    shukriya ashu dear
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Khud par naaz Empty Re: Khud par naaz

    Post by Guest Wed Feb 10, 2010 7:47 pm

    Shikwa hai ab humko apni taqdeer se,
    Logo se aie dil hum kuch kaha nahi karte,
    Kar lete hai tanhaiyo mein khud se hi baate,
    Dard apne dil ka kisi se kaha nahi karte,
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Khud par naaz Empty Re: Khud par naaz

    Post by Guest Wed Feb 10, 2010 7:50 pm

    nice one ashu dear
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Khud par naaz Empty Re: Khud par naaz

    Post by Guest Wed Feb 10, 2010 7:52 pm

    thanks dear
    SourabhBasak
    SourabhBasak
    Administrator
    Administrator

    Member is :
    Online Khud par naaz Online
    Offline Khud par naaz Offline


    Male

    Capricorn Pig

    Posts : 5393
    I LiveHyderabad

    Job/hobbies : Storage Administrator
    KARMA : 197
    Reward : 613

    Mood : crafty

    F4e Status : Gham-e-Hayat ki tashreeh aur kya hogi,
    Diya jalakar tarasta hu Roshni ke liye..

    Khud par naaz Empty Re: Khud par naaz

    Post by SourabhBasak Wed Feb 10, 2010 7:56 pm

    Nice shairing dear.... smile
    Anonymous
    Guest
    Guest

    Khud par naaz Empty Re: Khud par naaz

    Post by Guest Sat Feb 27, 2010 2:06 am

    Neend aNeend aaye bhi to ab khwaab kahan aate hain,
    Tu bata a dil-e- betaab, kahan aate hain,
    Humko khush rehne ke aadaab kahan aate hain,
    [i]Main to yakmusht usse saunp doon sab-kuch lekin,
    Ek muthi mein mere khwaab kahan aate hain,

    Muddaton baad tujhe dekh ke dil bhar aaya,
    Warna sehraon mein selaab kahan aate hain,

    Meri bedaar nigahon mein agar bhuule se,
    aye bhi to ab khwaab kahan aate hain,

    Shiddat-e-dard hai ya kasrat-e-mai- noshi hai,
    Hosh mein ab tere betaab kahan aate hain,

    Hum kisi tarah tere dar pe thikana kar lein,
    Hum faqiron ko ye aadaab kahan aate hain,

    Sar-basar jin mein faqat teri jhalak milti thi,
    Ab muyassar hamein woh khwaab kahan aate hain,
    [/i]

    Sponsored content

    Khud par naaz Empty Re: Khud par naaz

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Fri Apr 26, 2024 10:07 pm