FRENZ 4 EVER

dard se dard ko sahara na mila Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

dard se dard ko sahara na mila Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    dard se dard ko sahara na mila

    Anonymous
    Guest
    Guest

    dard se dard ko sahara na mila Empty dard se dard ko sahara na mila

    Post by Guest Fri Sep 25, 2009 2:07 pm

    dard se dard ko sahara na mila,
    ashko ke samunder ko kinara na mila,
    hum roye bahut unki yaad mein,
    unhe in aankho mein ek bhi ashk hamara na mila
    Anonymous
    Guest
    Guest

    dard se dard ko sahara na mila Empty Re: dard se dard ko sahara na mila

    Post by Guest Fri Sep 25, 2009 2:20 pm

    kya baat hai boht khub... clap 2
    Anonymous
    Guest
    Guest

    dard se dard ko sahara na mila Empty Re: dard se dard ko sahara na mila

    Post by Guest Fri Sep 25, 2009 2:50 pm

    thanks bhai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    dard se dard ko sahara na mila Empty Re: dard se dard ko sahara na mila

    Post by Guest Fri Sep 25, 2009 10:15 pm

    ik aag si hai is dil me jo tadap rahi hai,
    kisi ki chaht ke diye me kabse jal rahi hai,
    behti moum ki bunde ye bata rahi thi,
    juda hone ka dard wo bhi seh rahi hai.
    Anonymous
    Guest
    Guest

    dard se dard ko sahara na mila Empty Re: dard se dard ko sahara na mila

    Post by Guest Sun Sep 27, 2009 5:45 pm

    mujhpe mar mitne ke waste,
    tune kyu chune zakhmo ke raste,
    hum to tere kareeb the kabse,
    aur tu dur raha dardo ke halaat se
    Anonymous
    Guest
    Guest

    dard se dard ko sahara na mila Empty Re: dard se dard ko sahara na mila

    Post by Guest Mon Jan 11, 2010 4:59 pm

    jaan dene ki wajah kya hai,
    pyar me dard ki saza kya hai,
    behte ashk keh dete hai har ehsaas dil ka,
    ashko me bhigne ka sama kya hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    dard se dard ko sahara na mila Empty Re: dard se dard ko sahara na mila

    Post by Guest Thu Feb 18, 2010 10:27 pm

    waqt ko hara pana hai mushkil,
    waqt ki bato ko jhutlana hai mushkil,
    ro deti hai palke jab tut ta hai dil,
    in palko ko ab kuch bhi samjhana hai mushkil.

    Sponsored content

    dard se dard ko sahara na mila Empty Re: dard se dard ko sahara na mila

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Thu Mar 28, 2024 7:13 pm