FRENZ 4 EVER

zakhmo ke dardo pe roye nahi hai Join-today-1


Join the forum, it's quick and easy

FRENZ 4 EVER

zakhmo ke dardo pe roye nahi hai Join-today-1

FRENZ 4 EVER

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shayari, FREE cards, Masti Unlimited, Fun, Jokes, Sms & Much More...

Frenz 4 Ever - Masti Unlimited

Hi Guest, Welcome to Frenz 4 Ever

Birthday Wishes : Many Many Happy Return Of The Day : ~ Asexy, Bongsq, Callysta Pearl, CBandy, Dhess1111, Elizabethm, Kasak, Laurieali, Pennyphenmit, Rigs008.
Thought of The Day: "We aim above the mark to hit the mark." - Ralph Waldo Emerson

    zakhmo ke dardo pe roye nahi hai

    Anonymous
    Guest
    Guest

    zakhmo ke dardo pe roye nahi hai Empty zakhmo ke dardo pe roye nahi hai

    Post by Guest Tue Dec 29, 2009 4:49 pm

    zakhmo ke dardo pe roye nahi hai,
    daaman pe jo daag the dhoye nahi hai,
    sapno me wo aaj bhi ate hai rehnuma bankar,
    jinhone hamare sath ke sapne sanjoye nahi hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    zakhmo ke dardo pe roye nahi hai Empty Re: zakhmo ke dardo pe roye nahi hai

    Post by Guest Sat Jan 09, 2010 3:21 pm

    tanhai ka aalam hai aur tumhari yaad hai,
    kis rah pe chale har rah kharab hai,
    ashk behte hai kisi ki yaar me aksar,
    aur paimano se behti hui ye sharab hai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    zakhmo ke dardo pe roye nahi hai Empty Re: zakhmo ke dardo pe roye nahi hai

    Post by Guest Thu Feb 18, 2010 10:11 pm

    dard me aah ki talaash reh gai,
    dardo ki chubhan ashko me beh gai,
    kisse kare ab bayan in zakhmo ko,
    ye zindagi har tadap akele hi seh gai
    Anonymous
    Guest
    Guest

    zakhmo ke dardo pe roye nahi hai Empty Re: zakhmo ke dardo pe roye nahi hai

    Post by Guest Tue Mar 09, 2010 11:18 pm

    aansuo ko labo ne qaid kar lia,
    labo ne bhi aansuo ka jaam apne aagosh me kar lia,
    rote rahe hum raat bhar kisi ki yaad me,
    wo kehte humne ashk baha ke ek aur gunaah kar lia
    Anonymous
    Guest
    Guest

    zakhmo ke dardo pe roye nahi hai Empty Re: zakhmo ke dardo pe roye nahi hai

    Post by Guest Thu Apr 08, 2010 2:48 pm

    teri palko pe aansu bhi kam hai shayad,
    dil ki rahe jane kyu madham hai shayad,
    koi to rehta is dil ke darmiya,
    samajhne ko hai zindagi kehne ko bekhudi hai shayad

    Sponsored content

    zakhmo ke dardo pe roye nahi hai Empty Re: zakhmo ke dardo pe roye nahi hai

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Fri Apr 19, 2024 2:17 pm