Ajib rangon main guzri hai zindagi meri
Dilon pe raj kiya lekin phir bhi pyar ko tarsa
Ab nahi wo rang na hi wo chehre nazar ate hain
Mujhe na maloom tha ke khawab bhi mar jate hain