Tum pucho aur main na bataun aisi to halaat nahi
ek zara sa dil tuta hai aur to koi baat nahi
kisko khabar thi sawale badal bin barse ud jate hain
saawan aya lekin apni qismat me barsaat nahi