Jane kab khuda mujhpe mehrbaan hua tha
Shayad jab main Bismil ban Qurban hua tha
Dekha tha pyar se usne kisi roz yu mujhko
Yeh bhi ek uska mujhpe kya ehsan hua tha
Meri anaa ne hi mujhko kahi ka na rakha
Pherli Nazar usne jo mera qadardaan hua tha
Kya shikayat main karta khuda se raqeeb ki
Banda wohi kiya jo khudaa ka farmaan hua tha