tujhse ye shikayat hai main waqt rehte pura kar na paya wada apna
aur mujhe ye gila kaash tujhme kuch aur sabar hota
tujhe ye ranj ki maine tujhe jate dekh awaz na di
aur main yahi khwahish karta rah gaya ye nazara dhokha-e-nazar hota
teri judai me kuch is kadar tadapte hue gayi jaan humari
bach bhi jaate hum agar tu na humari aahon se yu be-asar hota
tu to ab hai sukun se kisi aur ki aashiqi me apni nayi duniya me
aur main ab sochta hu kaash hum par na barpa ye aashiqi ka kehar hota
agar mout hi deni thi to ek baar jaate-jaate muskura deta e jaalim
hume chhod kar khush hai tu is se bada apne liye kya sukun-e-zeher hota