Tum jo hote to hume kitna sahara hota
Humne auron ko na yu dukh me pukara hota
Mujhko ye soch hi kafi hai jalane ke liye
Main na hota to koi aur tumhara hota
Humne auron ko na yu dukh me pukara hota
Mujhko ye soch hi kafi hai jalane ke liye
Main na hota to koi aur tumhara hota