Ek ajnabi ko apna banane ki liye sukria,
Dil ke ek kone me jagah banane ki liye sukria,
Jab apno ne bhi bhula diya tha mujhe,
Tab teri ki hui har ek wafa ke liye sukria.
Zindgi ka dhang sikhane ki liye sukria,
Har lamha mera saath nibhane ki liye sukria.
Jaanta hu ki bahut door rehte ho humse,
Par yuh yaadon me aane ki liye sukriya.
Har pal dosti nibhane ki liye sukria,
Mera har naaz uthane ke liye sukria.
Jab sabhi ne kinara kar liya tha mujhse,
Tab dil se mujhe apnane ki liye sukria.