meri tum se guzarish hai wafaao'n ka bharam rakhna
chale ana meri khatir, sadaao'n ka bharam rakhna
charagh-e-jaa'n nahi bhujta hawa mayoos hoti hai
usey ata nahin shayad! hawaao'n ka bharam rakhna
Mujhy logon ne mehfil main, hamesha hanstey dekha hai
Meri fitrat main shamil hai, anaao'n ka bharam rakhna...!!!