1. ek to pachtawe ka hona
2. ya phir dusra pehlu tahi karna
kabhi to aisa halat aajate hain ki jinme waqai hamara hath nahi hota
aur kabhi aisa hota hai ki hamara sunne wala koi nahi hota
magar doston agar koi nahi sunta to ye thread phir kisliye hai
aap kehde wo sab jo dil me chipaya hua hai
yahan aap ko koi mana nahi karega
aap kehden :
isme mera kya kasur..............
jaise is site par koi bhi shariff nahi hai to isme mera kya kusur...